Skip to main content

SILAH-E-ULFAT

 Jise chaha, Bina batae wo hogae judaa,

Jo kehte the , Ap hi humari Arzoo ka silah,

Na mila agr tu, to ho jaenge fanaa,

Jab sabit-ee-Tashuq ka Aaya lamha,


Us baad-e-saba k wkt usne kaha,

Hume janna boht mushkil parhega tumhe, janaaa,


Nhi he ye wakt-e-Muhabat, sambhal ja Zalim'

Boht mushkil ho jaenge judae k tere liye Gum,

Ashq ankhon se baheenge hr dhalte aftab k pehr,

Atish-e- Ashiqi hamesha krti he kehr.

Comments